sath kuch is tarah ka hai vo bas baate kuch purani hai vo is kadar ek nadani hai tum khud khoj rhe the kisi ko par ab aas kya lgaani hai zindgi to imtehan legi ab is kadar ki baat samjah me naa ati hai kese vishvas ho jaay kisi par shayad sochna bhi nadani hai rishte to ulat fer hokar bhi bndh jaate hai lekin vhi samay chkra badlti ek khani hai tum khud ko alwida khti hui dastan se ho bas ek kadar yu ek naye jamane ki khani hai ye dil ki hifazat hui na es kadar se, vo baatien he bhi ab yad nhi aati hai shayad rishte badal chuke hai ab khamiya hi kyu dikhti hai kyuki baatien bina kahe samajh aati hai ©Ajita Bansal sath sath #Love