Hukumat Ye daur ha kiya ye kiya zamana ha Zalim ki hukumat zulm sarhana ha Zulm sahe uff tak na kar sake hum Ye sarkar ka hamari kiya nishana ha Shakh per bethe aur dali khud katien Ye hukumat ha ya koi aur darama ha #Hukumat