Majhab Majhab puchta hai mera zamana Puche hai mujhse, Bhagwa pehne baitha tu masjid main Isha ki namaz karta tu mandir main Phool saare mandir k chadar bana tu chadaye masjid main Masjid k gulab se sajaya mandir hai K kon hun main kahan se hun main Puchta hai zamana mere majhab k baare main