kisi ka aana kisi ka jana samajh na aata ye phasana din se raat kab ho jati baaten na khatam ho pati koi mehman banke aaya chala gaya phir apne ghar rok na paye unko hum ye kaisa hai dastana ©Riya Das* #mehman