Na poocha mere sabr ki inteha kahan tak hai, Kar Le Tu sitam, teri hasrat jahan tak hai, Wafa ki umeed, jinhe hogi unhe hogi Hume to dekhna hai tu bewafa kahan tak hai?? Ishita 😊 #ÀFŘøž🤗🌹