Bachpan ke kya din the ye kesi jawani hai hosh nhii tha matlab ka ab bus matlab ki hi yaari hai vaqt nhii hai milne ka girlfriend se dating chalu hai bhul gaya is yaar ko kya kutti teri yaari hai bachpan ke din bhul gaya jab sath humesa rhate the khana pina chod ke raaton main ghuma karte the bachpan ke din bhul gaya jab sath humesa rhate the kahi bhi jata tu akele sab mera pucha karte the bachpan ke din bhul gaya jab sath humesa rhate the ladki buri jo dikh jati bhabhi usko khate the bachpan ke din bhul gaya jab sath humesa rhate the ladke sare ladki ko par hum madam ko tada karte the Agar bhul chuka hai inh lamho ko to phir se yaad dilta hu ladki Abhi ayi hai main bachpan se sath aya hu chod jayegi tujhko tab yaad main hi aunga bus ek bar tu boolna main dhauda dhauda aunga bachpan ka vo vada hai sath sada nibhunga mushkil chahe koi ho teri naiya par lagunga - 'The overthinker' Teri meri yaari