Maine apne dil se kaha kya karoge use yaad krke jo kabhi tumhara tha hee nhi mere dil ne bada khoobsurat jawaab diya kya hua agar wo tera nhi tha kya hua agar wo tera nhi tha par tu to sirf hamesha se usi ka tha maine apne dil se kaha