Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kuch log khush hai isliye q ke tufan nhi ayega Kuc

Kuch log khush hai isliye q ke tufan nhi ayega
Kuch log mayus hai ke tufahin unka ghr ko uda le jayega
Isiliye toh khuda khafa hai humse 
Ke unke banae insan ek dusre ke liye bhalae nhi chahega

Ke aj iskadr waqt agya hai duniya main
Ek bhai dusre bhai ki bhalai nhi chahyega
Yad rakhna yeh gunahgar insan tuh 
Ek din khuda ki nazron se gir jayega

Yeh toh khuda ke kahar hai
Na samjho tufan yah koi bimari 
Khuda ke keher se koi bach na payega

Khuda ne na manga humse paisa daulat or saurat
Yeh bade bade sauk toh hai sirf insanon ki 
Woh toh sirf mangta hai ibadat uski 
aisa thori hai insano se nhi ho payega

Agr main mangu khana or tum na do 
Toh kya main naraz nhi hojaunga 
Woh toh khuda  hai jisne banaya hai humein
Hum uski ibadat na kre toh kya woh naraz nhi ho jayega

©Altab Alam Qureshi #India  dhyan mira Nazim Ali Shiblu nazish hameed Nazminara Khatun Nazia Banoo

altabalamqureshi9017

Nawab sahab

New Creator