Mai uss suraj ki tarha bana chahati hu jo din mai logo tak apni aasha ki kiran deta hai aur khud bhi chamakta hai Jo raat k andhere mai khud ko chupakar bhi chaand ko roshan karta hai aur phir utha hai ek nayi aasha ki kiran k sath ~NatuRe #DawnSun #riseup #justwannabelikesun ๐