Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kaisa hoga wo aaj Kaisa hoga wo aaj, jo pal pal me

Kaisa hoga wo aaj Kaisa hoga wo aaj, jo pal pal meri khabar rakha karta tha..                      
Kaisa hoga wo aaj, jo mere har dard ko apna dard bana liya karta tha.. 
haan ye wahi hai jiski khabar paane ke liye aaj mujhe bechani si ho rahi.. 
💘
Kaisa hoga wo aaj, jo meri har muskaan ko apni khushi samjhta tha.. 
Kaisa hoga wo aaj, jise mai kabhi apna jaan kaha karti thi..
 Haan ye wahi hai, jisko sirf meri awaaj sun lene se sukun mila karta tha..                          