Bachpan ki Yaado me dub jana chahta hun ! Mai firse jhamjham barish me Kud jana chahta hu ! Vo homework vo kavitaye vo kagaj ki naaw sab yaad hai mujhee ! Vo antarman ki chahat ki kuch bada karna hai tujhe ! " Bachpan me dunia khoobsurat lagti thi par ab to ye Jawani ka daur hai ! Tab kaha pata tha ki iss dunia Ki Asaliyat hi kuch aur hai ! "