नादान bachapan ki vo nadani khelne kudne ki azadi mammy ko na satane ki vo sabasi aj bhi yad hai muje vo nadani bacho sang ladna zagadna oR fir sath me khelne lagna nahi bhulungi me ha nahi bhulungi me jab tak hai jan jab tak hai jan jab tak hai jan NADANI WRITER BY RAJAL THAKKAR 😎😍 😘💕 (apka Kya kehna hai?? comment please)