Haivaniyat aur darindagi ki ye kaisi Hava chali hai! vahsi banakar insaa ghumein khatre mein zindagi hai!! Nahi surakahit behan betiyan Na Koi nanhin si kali hi! Apni havas mitane ko kuch Ban baithe hai Aaj jungali !! Dil mein koi raham na aankhon mein koi sharm bachi hai ! Vahsi banakar insha ghumein Khatare mein zindagi hai !! Chhor ke maa gauri ka chola Maa Durga ban Jane ka ! Samay aa gaya hai duston ka sarvnaash kar Jane ka !! Chhin lo badhkar saanse unki Jisne Paar hadein kar di hai ! Vahsi banakar insaa ghumein khatre mein zindagi hai!! ©Kritika Verma Kuch ban baithe hai Aaj jungali #Stoprape