yaado k sheher tha aashiyane me doobi ranjishe sapno k Mahal tha aur khawaisho se bani chadar pata nhi kyu kbhi kuddo se khelna use pasand hi nhi aaya sochti thi duniya badalne ki maa baap ne bhi bachpan se use beta kehna shuru kr Diya shayad wo bhi uski Khushi k dariya naap chuke the zindagi k saath bhi tha aur kisi se kiye vaade bhi sapno k Pyaar tha aur jeene ki azaadi bhi phir wo vaada kahi kho sa gya glti bht badi Hui thi zindagi Jahan kbhi saath baith muskurati thi aaj mujhse thodi khafa thi ise manana bht mushkil h aakhir khel khelna chod maine sapno k saath Jo khel liya tha aakhir khafa hona haqq h uska aur vaade ko apne pass rakhna shayad uski Raza soch rhi hu kyu na sapno k saath khelna chod kr uske liye khelu aakhir zindagi ne jab sapna Diya h to use khud k numaisho me kyu kho du yaado k sheher tha aashiyane me doobi ranjishe sapno k Mahal tha aur khawaisho se bani chadar pata nhi kyu kbhi kuddo se khelna use pasand hi nhi aaya sochti thi duniya badalne ki maa baap ne bhi bachpan se use beta kehna shuru kr Diya