Nojoto: Largest Storytelling Platform

sehar mai aksar kisi na ki maut ki khabar aa rahi

sehar mai aksar kisi na  ki maut ki khabar aa rahi thi......katl ka koi surag nahi mil raha tha.....katl aksar raat mein ho rahi thi.......aaj sham ko mainey dekha......
ek aadmi har kisi ko bol raha tha. .kya time hua ......mujhey raat ka intejaar hai..
.....mainey uski baat ko suna..    
wo bahut shanti se kisi ke ghar ko dekh raha tha......
mai chiph gayi .....tab tak .....
police ka phone aaya tha....unhoney mujrim pakad liya tha....
phir wo kaun tha..........

©dilo❤️ ki mallika #nojoto#katl

mallikamallika8364

Abundance

Gold Star
Growing Creator