Mohabbat thi wo meri Main uska fasaana tha Mujhey usko hansaana tha Usey mujhko rulana tha .................... Saleeke se rakha tha jisey kanch ki gudiya samjhkar Usey toot hi jaana tha Kathputli wala khel khelna tha mujhey mere saath Qki pata tha khilauna kitna bhi keemti kyun na ho ek din bichadkar usey bhi rooth hi jaana tha Ishita😀😀😀 alfaaz-e-Akhil ✒️📚🙏