Nojoto: Largest Storytelling Platform

Hriday ke aakash me andhkaar ka pehra hai, Prem k

Hriday ke aakash me andhkaar ka pehra hai, 
Prem ke gulaab per moh ka kata thera hai, 
Dil ki dhara ab irsha se rach chuki hai, 
Iss yug me maanavta ki paribhasha hi badal chuki hai, 
Ganga ka pavitr jal dushit ho chala hai, 
Nadiyon ki lehron ka vo madhur sangit ab ruk sa gaya hai, 
Tim timate huye jugnu ojhal ho rahe hain, 
Hum bhi toh achhai ke ujale se kaafi dur hogye hain, 
Vo khile muskurate huye phool na jane kyu murjha gye hain
Zindagi k iss safar me kya hum hass kr khil khilana hi bhul gye hain?? 

-Ritu #vartman