papa kabhi pyar nahi jataate, aisa nahi hai wo kuch nahi lutate, fikar hoti hai unhe humari hum se hi jada, ye kabhi wo apne mu se nahi batate..😘 ©Anchal Saxena #FathesrsDay2021