Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kaha gayab tha mai kya yahi soch rahe ho jhuti du

Kaha gayab tha mai 
kya yahi soch rahe ho
jhuti duniya me mujh jaisa
sachha aashiq doondh rahe ho
mana dena pada dhokha tujhe jaan boojhkar
khush rah sako taki 
tum mujhe galat man kar
kyu karta mai zid tujhe apnaane ki
jab tune hi mera 
na hone ki zid thani thi
karta rahoonga prem hamehsa 
par tumhe dikhayi na dega
aankhe gili hogi 
par aansu na chalkega
yun mar jayenge ham ghut ghut kar
par aap se kabhi bewafai na  hoga wafa ne bewafai kar di hogi 
par hamse ye aas na rakhna 
ham to tere dil ke kone me hai
tu meri chhod apna khyaal rakhna
Kaha gayab tha mai 
kya yahi soch rahe ho
jhuti duniya me mujh jaisa
sachha aashiq doondh rahe ho
mana dena pada dhokha tujhe jaan boojhkar
khush rah sako taki 
tum mujhe galat man kar
kyu karta mai zid tujhe apnaane ki
jab tune hi mera 
na hone ki zid thani thi
karta rahoonga prem hamehsa 
par tumhe dikhayi na dega
aankhe gili hogi 
par aansu na chalkega
yun mar jayenge ham ghut ghut kar
par aap se kabhi bewafai na  hoga wafa ne bewafai kar di hogi 
par hamse ye aas na rakhna 
ham to tere dil ke kone me hai
tu meri chhod apna khyaal rakhna
aady2928495689354

aady

New Creator