Kaha gayab tha mai kya yahi soch rahe ho jhuti duniya me mujh jaisa sachha aashiq doondh rahe ho mana dena pada dhokha tujhe jaan boojhkar khush rah sako taki tum mujhe galat man kar kyu karta mai zid tujhe apnaane ki jab tune hi mera na hone ki zid thani thi karta rahoonga prem hamehsa par tumhe dikhayi na dega aankhe gili hogi par aansu na chalkega yun mar jayenge ham ghut ghut kar par aap se kabhi bewafai na hoga wafa ne bewafai kar di hogi par hamse ye aas na rakhna ham to tere dil ke kone me hai tu meri chhod apna khyaal rakhna