Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sochu toh pta nhi kya paya kya khoya kabhi sapnon

Sochu toh pta nhi kya paya kya khoya 
kabhi sapnon se dosti ki toh kuch hakikat se ruswa hui 
aur kabhi jab hakikat ko sambhala to sapnon se juda hui 
kai dafa sochti thi mai kya itna muskil hai sab sath lekar chalna 
kya koi aisa rasta nhi jo 'aaj' ko 'kal' tak pahucha paaye
Aur jawab muskurati hui mere chehre tak aayi ,  "Nahi"

©Saloni roy #darkligh

saloniroy7530

Saloni roy

New Creator