Nojoto: Largest Storytelling Platform

Diwali brings Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Kai So

Diwali brings Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Kai Soo Jati Hai MaaTab Kaheen Ja Kar Sukoon Thora Sa Pa Jati Hai MaaFikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai MaaNojawaan Hotay Huwe Budhe Nazar Aati Hai MaaRooh Kai Rishtay Ki Yeah Gehrayean To DaikheyeChoot Lagti Hai Humaray Aur Chillati Hai MaaKab Zarurat Ho Merai Bachay Ku Itna Sooch Kar Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur Soo Jati Hai MaaHudiyoon Ka Ras Pila kar Apnay Dil Kai Chain KuKitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai MaaJanai Kitne Barf Si Ratoon Mai Aysa Bhi HuaBacha To Chaati Pai Hai Gelay Main Soo Jati hai MaaJab Khilonai Ku Machalta Hai Koie Ghurbat Ka Phool Aansoon Kai Saaz Par Bachay Ku Bhailati Hai MaaFiker Kai Shamshaan Mai Aakhir Chitaoon Ki TerhaJaisai Sookhi Lakreyaan, Is Terha Jal Jati Hai Maa Apnay Aanchal Sai Gulabi Aansuoon Ku Poonch Kar Dair Tak Gurbat Pai Apne Ashk Barsati Hai MaaSamnai Bachoon Kai Kush Rahti Hai Her Ik Haal MainRaat Ku Chup Chup Kai Lakin Ashk Bersati Hai MaaHaan Jism To Hota Hai, Magar Jaan Nahi HotiWo Ghar Bhi Koi Ghar Hai, Jahan Maa Nahi HotiPhailay Bachoon Ku Kheelati Hai Sukoon-o-Chain SaiBaad Mai Jo Kuch Bacha Oh Shouk Sai Khati Hai MaaMangti Hi Kuch Nahi Apnai Leye ALLAH Sai Apnai Bachoon Kai Leye Daman Ku Phailati Hai MaaGar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koie Rishta Na HoEk Naye Ehsas Ki Suli Pai Char Jati Hai MaaHar Eebadat Har Mohabbat Mai Nihan Hai Ek GharzBe-Gharz, Be-Loos, Har Khidmat Ku Kar Jati Hai MaaBazuwoon Mai Kheench Kai Aajaye Gi Jaisai Kayenat Apnai Bachay Kai Leye Bahoon Ku Phailati Hai MaaZindagani Kai Safar Mai Gardishoon Ki Dhoop MaiJab Koie Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai MaaPyar Khaitai Hain Kisai Aur Mamta Kya Cheez HaiKoie Un Bachoon Sai Poocheye Jin Ki Mar Jati Hai MaaSafa-e-Hasti Pai Likhti Hai Usool-e-ZindagiIs Liye Ek Muktab-e-Islam Khailati Hai MaaUs Nai Duniyan Ku Deye Masoom Rahber Ise Leye Azmatoon Mai Sani-e-Quran Khailati Hai MaaGhar Sai Jab Pardesh Ja Ta Hai Koie Noor-e-Nazar Haath Main Qur'an Lai Kar Dar Pai Aajati Hai MaaDai Kai Bachay Ku Zamanat Main Raza-e-Pak KiPeechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maa #Mohd 
#Arshman 
#writer by