Jab tak hai jaan Jab tak hai jaan Tera haath se haath chhodna Tera saayon se rukh modna Tera palat ke phir na dekhna Nahi maaf karunga main Jab tak hai jaan Jab tak hai jaan Baarishon mein bedhadak tere naachne se Baat baat pe bewajah tere roothne se Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se Mohabbat karunga main Jab tak hai jaan Jab tak hai jaan Tere jhoote kasme waadon se Tere jalte sulagte khwabon se Teri be raham duaao se Nafrat karunga main Jab tak hai jaan Jab tak hai jaan #NojotoQuote