Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kuch sidhiyo pe chadhte utarte, Gujarte wakt un k

Kuch sidhiyo pe chadhte utarte, 
Gujarte wakt un kamro ke samne se, 
Mujhe dikh hi jata he tumhara chehra ,
Wo muskurati ankhe aksar sune kamaro me  bulati he,
jha ki khmoshi tumhari aawaj me mera name pukarti he,
Jinka sparsh pakka karta he un yado ko jha tum or me the sang,
 Kehne ko mehej diware he, 
magr inhe chod dena mere liye aasan kha,
Tum yaad krna ek aadat si he meri, 
or mera manpasand shook he tumse pyar sada,
Ye gujarte raste jinpe hath pakd ke sath chale the hum, 
ab bhi mujhe sambhale he,
 Wo chehre jin sang hoti thi atkheliya, bate hajaro 
Wha ab bhi kami si khalti he tumhari,
Kehne ko he mehej kuch chehre,
 magar inhe chod dena mere liye aasan kha,
Qki ye he tumhari meri yado ki inshani
tumhari Or meri kahani❤️

©Dêv #Bitelamhe