jo larki roti samaaj use majbur samajta jo larki khamosh rahti samaaj use kamjor samajta jo larki sabse ghul mil jati samaaj use batemiz samajta jo larki jada hansti samaaj use besarm samajta jis samaaj ko banane wali 1 larki h kia vo samaaj unn larkiyo ko kabhi apna sahara ni samaj sakta akhir keyoun larkiyo ko hamesa ye samaaj galat samajta?? ©Anwesha Rath #larki