Nojoto: Largest Storytelling Platform

Harr gali harr chor parr, muskurana parta hai, Isq

Harr gali harr chor parr,
muskurana parta hai,
Isq wo jaher hai yaaron, 
jise chupana parta hain,
Bin kahe kisi se bhi,
Chup rahh jana parta hai,
Isq wo jaher hai yaaron,
Jise chupana parta hai,
Kitna bhi gam ho dil mein lekin,
Harr tufan ko apne dil mein,
Dabana parta hai,
Isq wo jaher hai yaaron,
Jise chupana parta hai,
Bass jikra naa aa jaye kahin,
Isilye muskurana parta hai...#Deb #isliye_muskurana_parta_hai
Harr gali harr chor parr,
muskurana parta hai,
Isq wo jaher hai yaaron, 
jise chupana parta hain,
Bin kahe kisi se bhi,
Chup rahh jana parta hai,
Isq wo jaher hai yaaron,
Jise chupana parta hai,
Kitna bhi gam ho dil mein lekin,
Harr tufan ko apne dil mein,
Dabana parta hai,
Isq wo jaher hai yaaron,
Jise chupana parta hai,
Bass jikra naa aa jaye kahin,
Isilye muskurana parta hai...#Deb #isliye_muskurana_parta_hai