Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kabhi agar pyar bhara geet yaad aye to gunguna len

Kabhi agar pyar bhara geet yaad aye to gunguna lena..
Agr kbhi dikh Jaaon main tuje khaab main, to Gale laaga Lena..
Bht se hassen shaam gujare the humne saath main,
Agar Kisi shaam wo yaad aye to Diya Jala Lena..
Kuch ankhee si Jo rah gayi thi darmiyaan..
Agar kbhi zubaan pe aye to lafjoon ka libassh pahna Dena..
Kbhi agar pyar bhara geet yaad aye to gunguna Lena.... #gunguna#lena