Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jab jab dard ka badal chaya, Jab gham ka saaya leh

Jab jab dard ka badal chaya,
Jab gham ka saaya lehraya,
Jab gham ka saaya lehraya,
Jab aansu palkon tak aaya,
Jab aansu palkon tak aaya,
Jab ye tanha dil ghabraaya,
Hamne dil ko ye samjhaya,
ye dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya me yuhin hota hai,
Ye jo gehre sanaate hain,
Waqt ne sabko hin baate hain,
Thoda gham hai sabka paisa,
Thodi dhoop hai sabka hissa,
Aankh teri bekar hi num hai,
Har pal ek naya mousam hai,
Kyun tu aise pal khota hai,
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Dil aakhir tu kyun rota hai

©ayesha Siddique #sadness #frndshpgoal #friendshipbroken #lostinthoughts #roshni #nojoto2021 #nojotohindi #nojotopoetry 

#Light  Farhan Shaikh ✔️
Jab jab dard ka badal chaya,
Jab gham ka saaya lehraya,
Jab gham ka saaya lehraya,
Jab aansu palkon tak aaya,
Jab aansu palkon tak aaya,
Jab ye tanha dil ghabraaya,
Hamne dil ko ye samjhaya,
ye dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya me yuhin hota hai,
Ye jo gehre sanaate hain,
Waqt ne sabko hin baate hain,
Thoda gham hai sabka paisa,
Thodi dhoop hai sabka hissa,
Aankh teri bekar hi num hai,
Har pal ek naya mousam hai,
Kyun tu aise pal khota hai,
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Dil aakhir tu kyun rota hai

©ayesha Siddique #sadness #frndshpgoal #friendshipbroken #lostinthoughts #roshni #nojoto2021 #nojotohindi #nojotopoetry 

#Light  Farhan Shaikh ✔️