tera sath haseen lgta hai boht tu sath hota hai tb jb koi or nhi hota meri khamoshi main bhi meri avaz dhoond leta hai meri kushi main bhi mery ansu dhoond leta hai meri ajeeb si baaton ko bry goor sy sunta hai sirf tu he hai jo mujy piyar sy pagl kahta hai Mera sathi