roj subah jaldi uth kar jo sara din bas kaam kre jinki bajah se hum sab ghar me sara din aaram kre raat me baccho ki khatir neendain tak bekar kre aise dharti wale ishwer ko gar roj pranam kre gurudwara mandir masjid ka kabhi nhi koi kaam pade maa hai ishwer pita hai ishwer bhagwan tak yah baat kre