Alone ek baar mere ek dost ne bola mera pass bhut paisa hai mai kuch bhi kharid sakta hu maine ushe jabab diya tu sab kuch nhi kharid sakta ushne kaha aisa ho hi nhi sakta batao wo kya chiz hai jo mai nhi kharid sakta maine ushe haskar kaha maa ka pyar papa ke mushkan dada jee ka ashirwad dadi ki salah ushke baaad maine ushe pucha aab bata kon jada paise wala hua mai ya tu #family love #family support #my swag