Mere Jaise Ban Jao Gay, Jab Ishq Tumhein Ho Jaye Ga, Diwaron Se Takrao Gay, Jab Ishq Tumhein Ho Jaye Ga, Tanhai K Jhoolay Jhoolo Gay, Har Baat Purani Bhoolo Gay, Aainey Se Ghabrao Gay, Jab Ishq Tumhein Ho Jaye Ga, Jab Sooraj Bhi So Jaye Ga, Aur Chand Kahin Kho Jaye Ga, Tum Bhi Ghar Dair Se Aao Gay, Jab Ishq Tumhein Ho Jaye Ga, Bechainiyan Jab Bhar Jayeingi, Aur Yaad Kisi Ki Aye Gi, Tum Meri Ghazalein Gao Gay, Jab Ishq Tumhein Ho Jaye Ga... ©ᴋʜᴀɴ ꜱᴀʜᴀʙ #Jab_ishq_tumhen_ho_jayega.. hindi poetry on life poetry on love poetry lovers