khushiyon ka kaam hasana hai..... Aansuon ka kaam gir jana hai...... Jo ban jaaye wo fasaana hai.... Jo Badal jaaye wo Zamana hai.. Aur jo vadon ko nibhaane ke liye..... khud jal jaaye vahi to shamma ka asli parwana hai. by-Aliya Siddiqui_ 🔥🔥🔥 #Shamma#Parwana Aliyafromheart