-rukna- to suru kuch aise karte hai ,ki rukna hai to ruk jao -2 wrna apna rasta naap jao!! bolenge hm bhi kuch nhi -2 qki bhulna hai mujhe bhi sabko abhi !! mana liya bhut sabko-2 ab chahe kuch bhi kare sidhe mu dekhna tk nhi hai ab unko!! das baar chik chik ke bola tha ruk jao abhi -2 warna kahi ke nhi reh jaoge kabhi !! ye silsila to aise hi chalta rhega -2 koi ayega or koi u hi chod chala ayega ,isliye rukna hai to ruk jao ,warna apna rasta naap jao!!! ❤💔❤ #rukna #shayrgril