subah se sham tak chalta hu kuch accha karne ki aag me jalta hu har din harkar main laut jata hu har din jitne din jitne ki ummid le ke nikalta hu haar bhi manjur hai mujhe agar jitne wala khush ho kisi ka dil todne se darta hu maine paali hai kitne logo ki khushiya par main aaj bhi uske gam mein palta hu -A gyani