teri yaad me mashaal jalaya maine ye ab barso tak jalna hai jawani ka ishq tha yarra ab umar bhar yaadon main marna hai yu to lakho dil bhatak rahe hai jahana main lakin es dil ko aj bhi tujpe hi marna hai ©Manjeet Singh #mashaal