Har kadam par paimaana hai Kya hai aarzoo... Kitni hai chahat Sab kuch hi naapa jata hai Fizul hai yuh meethi baaton me padna Sab ko hai tumhare galtiyon ko dikhana Mehrum hai kisi mehfil se toh ghum nahi Yuh roshni me ghum ho jana gavara nahi ©Kumar Vimal #kadam #paimana #Chahat #fizul #Galatiyon #mehrum #mehfil #roshni #kumarvimal #BlackSmoke