Ink and Pain Tumharara wo mujse mera number mangna or mera bas tumhe dekhte reh jaana yaad aata hai.... Tumhara wo 'Kumbhkaran' karke muje pukarna to mera wo 'Chapadganju' karke tumhe bulana yaad aata hai.... Stop aane par College ki bus mese tumhara wo muje pyaar se markar utarna yaad aata hai.... Mera wo pagal Aashiq ki tarah tumhe "Sambhalkar jaana aur ghar pahochkar call karna" kehna yaad aata hai.... #tumhari_yaad_aati_hai💔 #2ndSaptember_2017