Kal hame 365 page aur 8760 lines ki 1 copy mil jaegi ....jisme kya likhna hai kaise likhna hai ku likhna hai ....ye aap par depend karta hai .... Bas BHAGWAN se yahi dua karta hu ki kisi ki copy ko pura karne ki shakti de dena ..... Uss 365 page ki copy me likhi kahani ka nayak bhi mai hu aur khalnayak bhi mai hi hu ...... Shyad kisi ne sahi kha hai aapki kahani koi likh sakta hai to aap ho .... #2k18