Nojoto: Largest Storytelling Platform

shabd har baat dil ki bayan karte hai hota hai ala

shabd har baat dil ki bayan karte hai
hota hai alag nazariya sabka jinme wo apne 
har dard ko bayan karte hai
humne tou kai baar inse apne dil ki baat kahi hai 
lakin kya kare log humare dard ko likha hua afsana man kar use pasand sareaam karte hai

©writer M.A.C. #wordsbyheart