kabhi jab restho ki darare, samne aati hai to har vo bura,pal samne aata h jab hame Kisi ne n, bura kaha tha samay badalta bhi hai,lakin baate samne aati hi h,har,ladaai m,kiyo ham aage nhi badh pate,kiyo ham sab un baato ko bhula nhi paate,ek dayra kheech deti hai y dil dukhane wali baate reshto m,koi saga ho ke bhi door hota jata hai or, koi apne aap ko apna hi etna saga bana leta hai ki,Jaise kisi ki jarurat hi na ho kiyo, ehsaan y bhool jata hai ki khud ko,bhi jarurat hai en sabhi resto ki,kamiyon ki kami nhi hoti en reshto m,par pyar dena,sambhalna jarur,padta hai en reshto ko,kiyo ki shyad ham bhool jate hai ki kare jo bhi par kisi ka dil na dukh jaye Apni kisi teekhi baato se,or jaha bhi dil dukhe to vaha shambhaal dena bhi bahut hai. ©Anita Kumari #reshte