Nojoto: Largest Storytelling Platform

Log Aksar mere Sawalo ko, Mera Jawaab samhaj jaate

Log Aksar mere Sawalo ko,
Mera Jawaab samhaj jaate hai,
Meri gehri neend ko apna khwaab samhaj jaate hai,
Main dikhana chahta Hu unko unki auqaat, 
Aur woo hai ki mere alfazoo ko mazak samhaj jaate hai....
😉😉🤘 ##Mazak