Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khwab me bunte hai kai aashiyane Bana jate hai kit

Khwab me bunte hai kai aashiyane
Bana jate hai kitni hi saugaaten
Har anjaan se milte hai jo apna sa lagta hai
Par jo apne hain woh khwabon se bhi parey hai
Kabhi khwab sach Or jeeya hua pal khwab lagta hai
Khwab me mila sukoon haqeeqat me sirf khwab hi hota hai

©Kumar Vimal #khwab #Aashiyane #Saugaat #anjaan #Apne #sukoon #Haqeeqat #kumarvimal 

#sapne

kumarvimal2399

Kumar Vimal

New Creator
streak icon164