Khwab me bunte hai kai aashiyane Bana jate hai kitni hi saugaaten Har anjaan se milte hai jo apna sa lagta hai Par jo apne hain woh khwabon se bhi parey hai Kabhi khwab sach Or jeeya hua pal khwab lagta hai Khwab me mila sukoon haqeeqat me sirf khwab hi hota hai ©Kumar Vimal #khwab #Aashiyane #Saugaat #anjaan #Apne #sukoon #Haqeeqat #kumarvimal #sapne