Puchta hu khudse Kya paya maine dil ko lga kr Jawab to yehi paya maine Ye koi sauda nahi hai Jo diye ho jaruri nahi wo Tumhe mile Tb mujhe yaad aaya ki Paaya to kuch maine bhi tha 'Gam ki Saugat' Ye koi sauda nahi hai janab