Dost tha bachpan ka bada hua to sab badal gya kabhi ek dusre ki parchhai hua karte the ab to pura aaina hi badal gaya kuch daulat kya aai mere yaar ke pas uska to sara kirdar hi badal gaya dost tha bachpan ka