Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khwaahishe khwaahishe badi hai meri unko pura kar

Khwaahishe

khwaahishe badi hai meri
unko pura karna hai mujhe
mushkilo ko par kar
unko sach karna hai mujhe 
mehnet ke pankh lagakar 
aakash mein uncha udna hai mujhe
khwaahishe badi hai meri 
unko pura karna mujhe
nakamyabio se jeet kar
unko hakikat mein badalna hai mujhe
khwaahishe badi hai meri
unko pura karna hai mujhe

©p #seashore 
Khwaahishe
Khwaahishe

khwaahishe badi hai meri
unko pura karna hai mujhe
mushkilo ko par kar
unko sach karna hai mujhe 
mehnet ke pankh lagakar 
aakash mein uncha udna hai mujhe
khwaahishe badi hai meri 
unko pura karna mujhe
nakamyabio se jeet kar
unko hakikat mein badalna hai mujhe
khwaahishe badi hai meri
unko pura karna hai mujhe

©p #seashore 
Khwaahishe
p9203961759380

preet

New Creator