Nojoto: Largest Storytelling Platform

watan par marne wale log shahadat mai gine jate ha

watan par marne wale log shahadat mai gine jate hain,
insan ke aamal bhi virasat mai gine jate hain,
gunahon ki tauba karo to dil se karna,
pachhtave mai gire huye ansoo bhi ibadat mai gine jate hain.

                             Qamar Riyaz how was it

riyazulqamar3105

Riyazul Qamar

New Creator
streak icon29