Gharon ki Ronak ki aadharshila hai aangan , mahaz ise konkrit or marbal ki Bani vastu na janna koi, her neev ki imarat ki Shaan hota hai aangan ,. her Sanskriti or Pooja tyohar , aangan mei hokar hi jati hai Sanwar , nayi naveli Vadhu ke aagaman se , khusnuma ban jaata hai aangan, her rasham rivaz ka aagaz aate hi , Harshit or saz jata hai kaise aangan, khi bhi chahe sunkun n paae koi , gr ghar ke aangan mei sbse alag hi sukun or thandi chanv hai , kitna manoram hota hai vo parivesh, Jha Naseeb hota hai aangan , Hindu Sanskriti ka anutha prichayak Banta hai , bitiya Rani ke Vivah ka prinayautsav ,saat pheron ka Mangal hota hai , her ghar mein aangan , chahe mitti ka ho ya aalisan , bhut hi lubhata hai apna aangan .. # swatikikalamse . @Aanganpoetry #swatikikalamse