Nojoto: Largest Storytelling Platform

❤️ Ooye Special One ❤️ Pata hai , Main Us din ka b

❤️ Ooye Special One ❤️
Pata hai , Main Us din ka bahut be sabari intezaar kar raha hoon . Jab mein Tumhara aur Tum meri ban jaoge 👩‍❤️‍👨.Jis din mein bina kisi Dar ke aur bina koi Sima ke tumhari bahon mein rahunga 🫂🥰😘. 
Kyun ki Jaante ho na , Saari duniya se mulakat karna ek taraf , Par Tumhare saath Baithna ☺️, Tumhe Dekhna 😍aur Tum se baatein karna ek taraf 😊.
I want to spend my whole Life with You 👩‍❤️‍👨❤️

©A Good Thinker
  #waiting #someone